People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Thare Khatir Mann
Singer: Javed Ali
Lyricist: Pravin Dabas
Album: Yaara(2012)
Tag: other
Video:
thare khatir mann ye mara
firta hain re mara mara
o thare khatir mann ye mara
firta hain re mara mara
tol mol ke dekh liya re
tol mol ke dekh liya re
thare bin na mara gujara
thare khatir mann ye mara
firta hain re mara mara

jivan naiya ke do pahiya
aaj ret me are fanse pade re
o jivan naiya ke do pahiya
aaj ret me are fanse pade re
agar barish ho thare maher ki
fir se dagar pe are chal pade re
haal ye maraa tu kya jane o o
haal ye maraa tu kya jane
thare bin na pal bhi gavara
thare khatir mann ye mara
firta hain re maraa maraa

ho kanna kundal o hath kamandal
thare daras ko main bhatak raha re
o khoj main thari kab se piya main
dar dar sar ye are patak raha re
main na janu tuhi jane
kab hoga didar ha tara re
thare khatir mann ye mara
firta hain re mara mara
tol mol ke dekh liya re
tol mol ke dekh liya re
thare bin na mara gujara
thare khatir mann ye mara
firta hain re maraa maraa
Chand Varga Tujhko Khuda
Lyricist: Rocky Khanna
Tag: Hindi
Video:
ye kismat hai ye chij kya hai, bhujta dhua jalta diya
ya din ko paltta dhua rat ka, nasha hai nasha nasha hai nasha
ye jal jata hai rat ban kar, ye jal jata hai rat ban kar
ya bhujte huye din ka, shama hai shama shama hai shama
chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma
chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma
kuch tum bhi shila ko chahoge, mere haalaat se kya paoge
kuch tum bhi shila ko chahoge, mere haalaat se kya paoge
tu khush rahna in sazo se, nikle yahi dua
chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma

vapas ke kinaro se, ab kuch bhi nahi hasil
hurkat ki panhao me, roshan si hai manjil
vapas ke kinaro se, ab kuch bhi nahi hasil
hurkat ki panhao me, roshan si hai manjil
bhige naina is tufa me, ab na chaina is saza me
ab na samjhe abkharo se, jalti nahi shama
ye kismat hai ye chij kya hai, bhujta dhua jalta diya
ya din ko paltta dhua rat ka, nasha hai nasha nasha hai nasha

wo rahe mohabbat ki, humse na huyi aashiq
ek huke aaho me, tujhko to mile manjil
wo rahe mohabbat ki, humse na huyi aashiq
ek hoke aaho me, tujhko to mile manjil
tu khush rahna is jaha me, kuch na sahna is jaha me
mang le kuch bhi is duniya se, jo hai teri raza
chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma
kuch tum bhi shila ko chahoge, mere haalaat se kya paoge
kuch tum bhi shila ko chahoge, mere haalaat se kya paoge
tu khush rahna in, sazo se nikle yahi dua
chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma
ye kismat hai ye chij kya hai, bhujta dhua jalta diya
ya din ko paltta dhua rat ka, nasha hai nasha nasha hai nasha
Doob Jaana Re
Lyricist: Rocky Khanna
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Meri-Patni...-Aur-Woh-!/Doob-Jaana-Re/BjARZwRhZ18
Video:
aaj maine dil se badlo se milke
aaj maine dil se badlo se milke
sapno ki barish se kaliya saza ke
behaki umango se khusbu churake
halki si bundo me lehro ki gunjo me
ho gum ho jana re dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re

chalte chalte maine, yuhi jane mere dil se
aisa kya kah diya
chalte chalte maine yuhi jane mere dil se
aisa kya kah diya
kyu ye mausam bhi hai, lagta ab suhana re
dhadkane bhi, sath mere gungunati re
kyu ye mausam bhi hai, lagta ab suhana re
dhadkane bhi, sath mere gungunati re
khamosh aaho ki simte irade
masum palko pe, sapne saza ke
halki si bundo me lehro ki gunjo me
ho gum ho jana re dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re, dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re

badlo se dil ka rishta, hai purana re
hai safar anjan, lekin aazmana re
badlo se dil ka rishta, hai purana re
hai safar anjan, lekin aazmana re
maine na socha, na samjha na chaha
rukte kadam phir bhi, aise kyu chahe
halki si bundo me, lehro ki gunjo me
ho gum ho jana re, dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re, dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re,

aaj maine dil se, badlo se milke
sapno ki barish se, kaliya saza ke
mehaki umango se, khusbu churake
halki si bundo me, ehro ki gunjo me
ho gum ho jana re, dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re, dub jana re
mujhko dub jana re, tere pas aana re
mujhko dub jana re
Naar Naveli
Lyricist: Ibrahim Ashq
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahabharat/Naar-Naveli/RRgIQyNFdGo
chanchal chanchal, chanchal chanchal
chanchal chanchal, chanchal chanchal
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek naar naveli dekhi hai
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek chhain chhabili dekhi hai
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek naar naveli dekhi hai
ek chhain chhabili dekhi hai
muskaati hui, sharmaati hui,muskaati hui, sharmaati hui
apni dhun me lahraati hui, lahraati hui
balkhati hui, ek naar naveli dekhi hai
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek naar naveli dekhi hai
ek chhain chhabili dekhi hai

dharti ko kagaj main banaun
saat samander syaahi, sare jungle kalam banaaun
lun main teri gawahi re sajna, lun main teri gawahi
tera rup likha nahi jaaye sajna, rup likha nahi jaaye

Dharmakshetra
Singer: Kailash Kher
Lyricist: Ibrahim Ashq
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahabharat/Dharamkshetra/ExEuaSR0XEk
Video:
ek tandav dushmani ka yuddh me aisa hua
dao pe sab kuch laga kar dharm ne khela juaa
apni shakti ki dhvaja hatho me lahrata hua
vo chala ran bakuro me shastr par sadha hua
koun hai jo rok paye aaj iske vaar ko
chakraviyu me bhi abhimanyu na mane har ko
shastruo ne dar ke lekin ye kiya shadiyantra hai
vir ko dhokhe se mare kayaro ka mantra hai
sabne milke adkhile ek phool ki le li bali
har disha me jaise nadiya rakt ki bahane chali
Kaal Kyu Thartharata Hai
Singer: Zuben Garg
Lyricist: Asad Ajmeri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahabharat/Kaal-Kyon/RFgyQgNWBVg
Video:
kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
barse aaba har disha me hai kharabi parathana me

gali nagaro me hai aag bano me bal ka ahnkar hai
arman chamke hai jharne kadabi hai hamse na taiyar hai
bhadki jvala hai faja me bandhuo ki is katha me

vade aur aankhon me dhadkan me sanso me anjana bhay chha gya
bharpur dekhe hai kuch aaj soche hai ye mai kaha aa gya
jay vijay ki kamna me rakt bikhra har disha me
kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
barse aaba har disha me hai kharabi parathana me

ha ye ganga ka pyara beta hai ban saiya par pyasa leta hai
jab pyase adhar bulate hai arjun hi pyas bujhate hai
ye kaise nate rishte hai pahiye me kaal ke piste hai